| 11. Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,gamm
ke saagar me is kadar kho gayi hai,tum kar do ek SMS yeh guzarish
hai meri,tumari SMS ki adat si ho gayi hai. |
| 12. Jis mehfil mein hum khade ho jaaye waha
Haritik bhi jhukta hai Kaho Na Pyaar Hai Kya mooh dukhta hai |
| 13. Tumko dekha to yeh khyaal aaya,Tumko
dekha to yeh khyaal aaya,Key Paaglo ke stock mein Naya Maal
Aaya |
| 14. Kaun sa gham hai jo yeh haal
bana rakha hai , na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha
hai aur khama-kha cherti rehti hai yeh rukhsaaron ko Tum ne
zulfon ko bohut sar pe chara rakha hai |
| 15. Jis din se juda vo humse hue ,iss dil
ne dharkna chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra taaro
ne chamkna chor diya |
| 16. Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai
hogi yeh afwaah zaroor kissi dushman ne uraayi hogi shaan se
rahenge tumahre dil mein hum itne dino mein kuch to jagah banayi
hogi |
| 17. Vo likhte hain humara naam mitti mein
aur mita dete hain, Unke liye ye khel hoga magar hume to vo
mitti mein mila dete hain... |
| 18. Umeedo ki manzil toot gayi ,aankho se
ashqo ki dhara beh gayi, are tumahri bhi kya izaat reh gayi,
jab class ki ladki bhaiya keh gayi |
| 19. Kabhi honsla bhi aazmaana chahiye,bure
waqt mein muskurana chahiye,jab 10 dino mein khujli na mite,to
11 ve din nahana chahiye |
| 20. Arz kiya hai.....Aaj-kal aapke SMS aana
band hai wah wah! wah wah! Aaj-kal aapke SMS aana band hai khafa
ho humse ya balance kam hai? ha ha ha ha..... |